Image courtesy of s359.photobucket.com
Be zuban hain hum zuban rakhte hovy
by
Sehrish Kanwal
Be zuban hain hum zuban rakhty hoye
Aj Q hont hain tere sily hovy
K bola b na bole gat u kuchla jaye ga
Himat tu kar phir khuda kop aye ga
Sunna hai tu ne b wo he jo k sonna hai main
ne?
Na ho sunna tu aj sun le
Hain hum he suraj par wo kirnain kahan hain
Hain aasman pra wo bulandi kahan hai
Dekha hai tu ne k sitare hamain kaha jata hai
Aj tuh se puchun jo main k wo chmak kahan hai
Hum hain miti the miti the apnayet is mein
Par bata k aj wo apnayet kahan hai
Hum the wo k jis pe kanp uthta tha ghair
K jb okab b tha apni parwaz pe pasheman
Na darr k mehnat hai khuda dad
Roshn kr de diya k phir daikh
Massachusetts. She was born on October the 30th, likes cooking and always remains inspired by her father.
No comments:
Post a Comment